होली आने में दिवस बचे
रंगों की फुहार चली आई ।
हम बाट जोहते कान्हा की
राधा रंग लिए चली आई ।
है मेला रंग, गुलालों का
जज्बातों का, मनुहारों का ।
भांग घोटते , गाते रसिया
थिरक रही गोरी मनबसिया ।
होली मिलन की है तैयारी
मस्ती में झूम रहे नर-नारी ।
है आस मुझे, रंग दूं प्रिय को
लाज, हया तज, अंग लगूं प्रिय के ।
रंग, अबीर सब और, धूम है भारी
चाहे भीगे धानी चुनरिया या फिर भीगे साड़ी ।
shahri parivesh mein rehkar hum tyoharon aur uske mool uddeshya ko bhoolte jaa rahe hain... pehle holi poore fagun ka tyohar tha... mahine bhar ka tyohar hua karta tha... lekin aaj yeh simat ta jaa raha hai... iss sandarbh mein holi par yeh geet bahut bhavmay ban aayee hai... holi par apne kaanhe ka intjaar... priya ka manuhaar... ye faag ke rang aap hi dikha sakti hain... eak aur umda kavita.... aapka jiwan holi ke asli rangon se bhara poora rahe... yehi kaamna hai... happy holi
ReplyDeletebahut badhiya.....happy holi
ReplyDeletehappy holi,ye holi aapke jeevan me khushiyon ke rang laye.
ReplyDelete"भांग घोटते , गाते रसिया
ReplyDeleteथिरक रही गोरी मनबसिया ।"
aapne apni mool kavita mein in panktiyon ko sampadit kiya hai aur isse aur bhi bhavmay bana diya hai... kuchh shabd abahut hi vilakshan roop se prayog kiye gaye hain... jaise... 'rasia', 'manbasia'... ye shabd bahut kam prayog ho rahe hain... sundar man se aaye suhe sunder bhav...